Agar Tum Saath Ho Song Lyrics - AssameseLyrical

Agar Tum Saath Ho Song Lyrics - AssameseLyrical

Agar Tum Saath Ho Song Lyrics.
Agar Tum Saath Ho is a popular song sung by Arijit Singh. The lyrics of the song are very heart touching and the melody is very soothing. The song is about two lovers who are separated by distance but are still connected by their love for each other. This song is sure to make you feel the love in your heart.


Agar Tum Saath Ho Song Details


Album: Tamasha (2015)


Musician: A. R. Rahman

Lyricist: Irshad Kamil

Agar Tum Saath ho Song Lyrics 


pal bhar thahar jaao
dil ye sambhal jaaye
kaise tumhe roka karun
meri taraf aata har gham phisal jaaye
aankhon mein tum ko bharun
bin bole baatein tumse karun
‘gar tum saath ho..
agar tum saath ho

behti rehti..
nahar nadiya si teri duniya mein
meri duniya hai teri chaahaton mein
main dhal jaati hoon teri aadaton mein
‘gar tum saath ho

teri nazron mein hai tere sapne
tere sapno mein hai naraazi
mujhe lagta hai ke baatein dil ki
hoti lafzon ki dhokebaazi
tum saath ho ya na ho kya fark hai
bedard thi zindagi bedard hai
agar tum saath ho
agar tum saath ho

palkein jhapakte hi din ye nikal jaaye
bethi bethi bhaagi phirun
meri taraf aata har gham phisal jaaye
aankhon mein tum ko bharun
bin bole baatein tumse karun
‘gar tum saath ho
agar tum saath ho

teri nazron mein hai tere sapne
tere sapno mein hai naraazi
mujhe lagta hai ke baatein dil ki
hoti lafzon ki dhokebaazi
tum saath ho ya na ho kya fark hai
bedard thi zindagi bedard hai

agar tum saath ho
dil ye sambhal jaaye
(agar tum saath ho)
har gham phisal jaaye
(agar tum saath ho)
din ye nikal jaaye
(agar tum saath ho)
har gham phisal jaaye


Watch Agar Tum Saath Ho Music video YouTube 


Written by: Arijit Singh 




Do you found Any Mistake in Agar Tum Saath Ho Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Agar Tum Saath Ho Song Lyrics!, view more Hindi Lyrics

Olivia

Digital journey to share thoughts, experiences, and a bit of magic. Join me in my corner of the internet, where words dance and ideas come to life. Crafting stories, sparking conversations, and spreading a sprinkle of joy. Let's explore the art of living through the lens of creativity.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form