Bas Ek Baar Song Lyrics – Soham Naik & Anurag Saikia

Bas Ek Baar Song Lyrics – Soham Naik & Anurag Saikia

Bas Ek Baar Song Details

Song: Bas Ek Baar

Singer: Soham Naik

Lyrics: Kunaal Vermaa

Music: Anurag Saikia

Bas Ek Baar Song Lyrics

Meri Nazron Ko Tune Sapna Dikhaya
Jagaya Mujhe Raaton Mein
Dabi Dabi Saanson Mein Khushboo Le Aaya
Kabhi Jo Naa Thi Raahon Mein
Aisa Mera Dil Kabhi Na Tha
Jaisa Yeh Ho Gaya
Karamaat Teri Hai Yeh
Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Maano Na Kehna Mera
Main Toh Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Kehta Hai Dil Yeh Mera
Aate Aate Tum Le Aana Be-Mausum Ki
Kuch Barishein Yahaan
Aadhe Aadhe Bheege Dono Hon Phir Apni
Kuch Khwaishein Riha
Aisa Mera Dil Kabhi Na Tha
Hairaan Be-Wajah
Saughat Teri Hai Yeh
Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Maano Na Kehna Mera
Main Toh Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Kehta Hai Dil Yeh Mera
Haan.. Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Maano Na Kehna Mera
Main Toh Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Kehta Hai Dil Yeh Mera
Bethe Bethe Soche Tumko
Do Ankhein Hi Bunti Kahaniyaan
Hanste Hanste Baatein Karte
Ik Dooje Se Khwabon Ke Darmiyaan
Aisa Mera Dil Kabhi Na Tha
Iss Baar Ho Gaya
Khurafat Teri Hai Yeh
Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Maano Na Kehna Mera
Main Toh Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Kehta Hai Dil Yeh Mera
Haan, Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Maano Na Kehna Mera
Main Toh Bas Ek Baar Tumko Dekhne Ko Tarsun
Kehta Hai Dil Yeh Mera

Watch Bas Ek Baar Music video on YouTube

Do you found Any Mistake in Bas Ek Baar Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Bas Ek Baar Song Lyrics!, view more Hindi lyrics.

Leave a Comment